Collection of Christian Songs and Lyrics Download Now!!!

Close Icon
   
Contact Info     Search Song Lyrics


Category Archives: Hindi

Aaradhna Yeshu Ki Hum Kare

Aaradna yeshu ki hum kare Aaradna yeshu ki hum kare Hriday ki gaharayi se Aathma aur sachayi se Hriday ki gaharayi se Aathma aur sachayi se Uski mahima kare Anugrah ke simhasan thak Himmath bade ke chale Anugrah ke simhasan thak Himmath bade ke chale Aavo use chu le

Read More 

Aaradhna Mai Hai Chutkara

Aaradhna mai hai chutkara Aaradhna mai hai changaii .. Sharer pran aatma mai shanty aanand deta hai Jaan se pyara prabhu .. Prarthna kare aradhna kare, Wo aacha hai kithana bhala hai .. Chutkara paaye humesha .. Mangoge tumhe milega, Dhundoge tum paaooge .. Khatkhatao khulengi swarg ki aashishe Paao tum ushe aabhi .. Prarthna […]

Read More 

Aaradhana Ho Aaradhana Kudavand

Aaradhna ho aaradhna khudawand yeshu ki aaradhna Shantidata ki aaradhna muktidata ki aaradhna pavitra dil se aaradhna premi man se aaradhna Mere masiha ki aaradhna jeewan data ki aaradhna dutom ke sang sang aaradhna stuti prashansa aaradhna rajao ke raja ki aaradhna prabhuo ke prabhu ki aaradhna pavitra prabhu ki aaradhna premi pita ki aaradhna […]

Read More 

Aao stuthi kare raj

Aao stuthi kare raj purohito Use sarahe pavitra sevako Raja Yeshu ki kare aaradhana Wo kitna Mulyavan Mahima ka Raja Come and praise Him, royal priesthood Come and worship, holy nation Worship Jesus, our Redeemer He is precious, King of glory

Read More 

Aao hum yahowa ke liye uunche

Aao hum Yahowa ke liye uunche swar se gaye Apni mukti ki chattan ka jay jaykar kare Dhanyawad karte hue, uske sanmukh aaye Bhajan gate hue, uska jay jaykar kare Kyonki yehova Mahan ishwar hein Sarein devataon ke upar, Mahan raja hein Kyonki vah hamara, Parameshwar hei Aur hum us ki praja, uske rajya ki […]

Read More 

Aao ham yahowa ka dhanyawad

Aao ham Yahowa ka, dhanyawad karei apne saare hirdya se, vandana karei Uske faatako mei stuti karei, aur lalkarei Jisne banaya hame wo hai hamara adhar Jisne di hamko swas wo hai hamara uddhar uski ho jai jai ho aradhna wo hai safi ka pradhan Apne poore tan man se ham uski mahima karei wo […]

Read More 

Aadi aur anth thu hi hai

Aadi aur anth tu hi hai Alfa aur Omega tu hi hai Dootom ki sthuthi bhi tu hi hai Budhi aur sab gyan tu hi hai Yeshu Tu Mahan hai Yeshu Tu Acha hai Yeshu Tu Zinda hai Yeshu Tu Dhanya hai Dootom ki sthuthi bhi Tu hi hai Budhi aur sab gyan tu hi […]

Read More 

Aadar ke yogya wo

Aadar ke yogya wo, mahima ke yogya wo Stuti ke yogya hai wo Menne ke khun se chudaya mujhe Aadar ke yogya wo, mahima ke yogya wo

Read More 

Aa Pavitr Aatma Tu Aaja

Aa Pavitr aatma tu aaja Aamai prarthna karun Aa apni shakti me aaja Aaapni namrta me aa Gyaan apne bacho ko dede Andho ki roshni tu ban Nirbal ko shakti tu dede Le meri aatma tan man Sukhe me chashma baha de Murjhae man me tu aa Aaapni samarth me aaja Chule sampurna bana

Read More