Aawaaz Udayenge Hum Saaz
Aawaaz udayenge, hum saaz bajayenge Hai Yeshu mahaan apna, Yeh geet sunayenge Na dekh saka humko, tu paap ke saagar mai, Aur banke manushya aaya, Akaash se sagar mai Mukti ka tu data hai, duniya ko batayenge Hai Yeshu mahaan apna, Yeh geet sunayenge Sansaar ki sundarta mai, yeh roop jo tera hi In chaand […]
Read MoreAashish Tujse Chahite Hai He
Aashish tujhse chahite hai he swargiya pita hum aate hai Na Koi khubi hai na liyakat, baksho humko apni takat Khali dilo ko late hai, he swargiya pita hum aate hai. Aashish.. Humne bahut khatai ki hai, rahe nikamme jafai ki hai Sharm se sar jhuk jate hai, he swargiya pita hum aate hai. Aashish.. […]
Read MoreAaradhna Yeshu Ki Hum Kare
Aaradna yeshu ki hum kare Aaradna yeshu ki hum kare Hriday ki gaharayi se Aathma aur sachayi se Hriday ki gaharayi se Aathma aur sachayi se Uski mahima kare Anugrah ke simhasan thak Himmath bade ke chale Anugrah ke simhasan thak Himmath bade ke chale Aavo use chu le
Read MoreAaradhna Mai Hai Chutkara
Aaradhna mai hai chutkara Aaradhna mai hai changaii .. Sharer pran aatma mai shanty aanand deta hai Jaan se pyara prabhu .. Prarthna kare aradhna kare, Wo aacha hai kithana bhala hai .. Chutkara paaye humesha .. Mangoge tumhe milega, Dhundoge tum paaooge .. Khatkhatao khulengi swarg ki aashishe Paao tum ushe aabhi .. Prarthna […]
Read MoreAaradhana Ho Aaradhana Kudavand
Aaradhna ho aaradhna khudawand yeshu ki aaradhna Shantidata ki aaradhna muktidata ki aaradhna pavitra dil se aaradhna premi man se aaradhna Mere masiha ki aaradhna jeewan data ki aaradhna dutom ke sang sang aaradhna stuti prashansa aaradhna rajao ke raja ki aaradhna prabhuo ke prabhu ki aaradhna pavitra prabhu ki aaradhna premi pita ki aaradhna […]
Read MoreAao stuthi kare raj
Aao stuthi kare raj purohito Use sarahe pavitra sevako Raja Yeshu ki kare aaradhana Wo kitna Mulyavan Mahima ka Raja Come and praise Him, royal priesthood Come and worship, holy nation Worship Jesus, our Redeemer He is precious, King of glory
Read MoreAao hum yahowa ke liye uunche
Aao hum Yahowa ke liye uunche swar se gaye Apni mukti ki chattan ka jay jaykar kare Dhanyawad karte hue, uske sanmukh aaye Bhajan gate hue, uska jay jaykar kare Kyonki yehova Mahan ishwar hein Sarein devataon ke upar, Mahan raja hein Kyonki vah hamara, Parameshwar hei Aur hum us ki praja, uske rajya ki […]
Read MoreAao ham yahowa ka dhanyawad
Aao ham Yahowa ka, dhanyawad karei apne saare hirdya se, vandana karei Uske faatako mei stuti karei, aur lalkarei Jisne banaya hame wo hai hamara adhar Jisne di hamko swas wo hai hamara uddhar uski ho jai jai ho aradhna wo hai safi ka pradhan Apne poore tan man se ham uski mahima karei wo […]
Read MoreAadi aur anth thu hi hai
Aadi aur anth tu hi hai Alfa aur Omega tu hi hai Dootom ki sthuthi bhi tu hi hai Budhi aur sab gyan tu hi hai Yeshu Tu Mahan hai Yeshu Tu Acha hai Yeshu Tu Zinda hai Yeshu Tu Dhanya hai Dootom ki sthuthi bhi Tu hi hai Budhi aur sab gyan tu hi […]
Read MoreAadar ke yogya wo
Aadar ke yogya wo, mahima ke yogya wo Stuti ke yogya hai wo Menne ke khun se chudaya mujhe Aadar ke yogya wo, mahima ke yogya wo
Read MoreRecent Posts
- സീയോനിൻ പരദേശികളേ നാം ഉയർത്തിടുവിൻ
- സീയോനെ നീ ഉണർന്നെഴുന്നേൽക്കുക
- സീയോൻ യാത്രയതിൽ മനമെ ഭയമൊന്നും
- സീയോൻ സഞ്ചാരികളെ നിങ്ങൾ ശീഘ്രമുണർന്നു
- സീയോൻ സഞ്ചാരികളെ ആനന്ദിപ്പിൻ കാഹള